Koshish
Ha mana ki mushkil apko pana Par koshish aaj bhi hai... Ha mana k mushkil hai apko apni dulhan banana Pr khwahishen aaj bhi hai... Ye to kismat khel gayi warna aap ka sajda zindagi bhar hota Ha mana ki mushkil hai apko dil -o- jaan se bhulana Par kambhakht ishq aaj bhi hai...