Maine sach ke libaaz me lipta juth dekha hai Dosti ke hath me zaherila saap dekha hai isme meri kya khata k sab kuch fareb lage Maine pyaar ke lafz wale dagabaaz ko dekha haii...
Ha mana ki mushkil apko pana Par koshish aaj bhi hai... Ha mana k mushkil hai apko apni dulhan banana Pr khwahishen aaj bhi hai... Ye to kismat khel gayi warna aap ka sajda zindagi bhar hota Ha mana ki mushkil hai apko dil -o- jaan se bhulana Par kambhakht ishq aaj bhi hai...
Khatte mithe riston ke dhagon me humne lamho ko piroya thaa, Jab tu khafa hua tab kambhaqt asmaan bhi gum me khoya tha, Kya likhu us din ki dastaan ko, Tu zameen ke ander soya tha.. Aur me usi zameen pe roya tha...
Itna pyar bhi theek nahi
ReplyDeleteBut nice one👍😊